Aaila Re Aaila Lyrics — Daler Mehndi, Kalpana Patowary
Find and fill more song details
rang chada hai rang chadega
band baja hai band bajega
jashan chala hai jashan chalega
ye ho dagar wo ho dagar mai na rukega
aaila re aaila hath jamaila
aaila re aaila hath jamaila
rang chada hai rang chadega
band baja hai band bajega
jashan chala hai jashan chalega
ye ho dagar wo ho dagar mai na rukega
aaila re aaila hath jamaila
aaila re aaila hath jamaila
mai hu kahi tu hai kahi, ye hai kahi wo hai kahi
dole dole dole re jiya
bat chali aisi chali dhum machi gali gali
aisa tune kam hai kiya
mai hu kahi tu hai kahi, ye hai kahi wo hai kahi
dole dole dole re jiya
bat chali aisi chali dhum machi gali gali
aisa tune kam hai kiya
galla fata hai sabme batega
ye bhi lutega wo bhi lutega
jhatke me aisa halla machega
ye ho dagar wo ho dagar mai na rukega
aaila re aaila hath jamaila
aaila re aaila hath jamaila
aaila re aaila hath jamaila
jane jigar sabko khabar dekh jara ek najar
suraj sa chamke hai diya
rat gayi bat gayi, bat suru nayi nayi
socha tha jo maine kar liya
ha ha jane jigar sabko khabar dekh jara ek najar
suraj sa chamke hai diya
rat gayi bat gayi, bat suru nayi nayi
socha tha jo maine kar liya
bachi hasegi bachu hasega
pandu nachega bondu nachega
ye bhi judega wo bhi judega
ye ho dagar wo ho dagar mai na rukega
aaila re aaila hath jamaila
aaila re aaila hath jamaila
SongAaila Re Aaila
ArtistDaler Mehndi, Kalpana Patowary
MovieKhatta Meetha
AlbumKhatta Meetha
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2010
MusicPritam, Shani, Traditional
Lyrics byNitin Raikwar, Shehzad Roy, Irshad Kamil
Track4