Home / Community songs / Aaina Mujhse Meri Pehli Si Soorat Maangi Lyrics — Talat Aziz
Daddy soundtrack artwork
Daddy

Aaina Mujhse Meri Pehli Si Soorat Maangi Lyrics — Talat Aziz

Artists: Talat Aziz · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Aaina Mujhse Meri Pehli Si Soorat Maangi Lyrics — Talat Aziz

Find and fill more song details

aaina mujhse meri pahli si surat mange aaina mujhse meri pahli si surat mange aaina mujhse meri pahli si surat mange mere apne mere hone ki nishani mange aaina mujhse meri pahli si surat mange main bhatakta hi raha dard ke virane me wakt likhta raha chehre pe har pal ka hisab meri shohrat meri deewangi ki nazar hui pi gayi me ki botal mere geeto ke kitab aaj lauta hu to hasne ki ada bhul gaya ye shehar bhula mujhe main bhi ise bhul gaya mere apne mere hone ki nishani mange aaina mujhse meri pahli si surat mange
mera fanphir mujhe baazar me le aaya hai ye wo ja hai ke jaha mehro wafa bikte hai bap bikte hai aur lafte jigar bikte hai kokh bikti hai, dil bikte hai, sar bikte hai is badalti hui duniya ka khuda koi nahi saste daamo me har roj khuda bikte hai bikte hai, bikte hai mere apne mere hone ke nishani mange aaina mujhse meri pahli si surat mange har kharidar ko baazar me bikta paaya hum kya payenge kisine yaha kya paaya mere ehsaas mere phul kahi aur chale bol puja meri bachi kahi aur chale aur chale, aur chale
SongAaina Mujhse Meri Pehli Si Soorat Maangi
ArtistTalat Aziz
MovieDaddy
AlbumDaddy
LanguageHindi
Music labelVenus
Year1991
MusicRajesh Roshan
Lyrics bySuraj Sanim
Track2