Home / Community songs / Andaaz e Karam (Madhur Sharma) Lyrics — Madhur Sharma, Moin, ER
Andaaz e Karam - Single cover
Andaaz e Karam - Single

Andaaz e Karam (Madhur Sharma) Lyrics — Madhur Sharma, Moin, ER

Artists: Madhur Sharma, Moin, ER · Hindi

Andaaz e Karam (Madhur Sharma) Lyrics — Madhur Sharma, Moin, ER

Find and fill more song details

Na suna usne tawajjo se  Fasaana dil ka Na suna usne tawajjo se Fasaana dil ka Umra guzri hai magar Dard na jaana dil ka Umra guzri hai magar Dard na jaana dil ka Unke andaaz e karam Unpe woh aana dil ka Unke andaaz e karam Unpe woh aana dil ka Dil ke tukde jo kiye The na manzar puchho Dil ke tukde jo kiye The na manzar puchho Tod ke dil ko mere Kiya bahaana dil ka Tod ke dil ko mere Kiya bahaana dil ka Unke andaaz-e-karam Unpe woh aana dil ka Unke andaaz-e-karam Unpe woh aana dil ka Karke mayoos mere dil ko Mila kya unko Karke mayoos mere dil ko Mila kya unko Bhool na paaye kabhi Toot woh jaana dil ka Bhool na paaye kabhi
Toot woh jaana dil ka Unke andaz e karam Unpe woh aana dil ka Unke andaz e karam Unpe woh aana dil ka Main paraston se gila na Hai na shikwa koi Main paraston se gila na Hai na shikwa koi Jaam peeke toh nahi Liya nishana dil ka Jaam peeke toh nahi Liya nishana dil ka Unke andaaz e karam Unpe woh aana dil ka Unke andaaz e karam Unpe woh aana dil ka Woh bhi apne na huye Dil bhi gaya hathon se Woh bhi apne na hue Dil bhi gaya hathon se Aise aane se to behtar tha Na aana dil ka Aise aane se to behtar tha Na aana dil ka Unke andaaz-e-karam Unpe wo aana dil ka Unke andaaz e karam Unke andaaz e karam Unke andaaz e karam Unke andaaz e karam Unpe wo aana, dil ka
SongAndaaz e Karam (Madhur Sharma)
ArtistMadhur Sharma, Moin, ER
AlbumAndaaz e Karam - Single
LanguageHindi
GenrePop
Music labelUniversal Music Group
Year2025
MusicMadhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Nasiruddin Nasir
Lyrics byRoheb Akhtar, Nusrat Fateh Ali Khan, Nasiruddin Nasir