Barso Yaaro Lyrics — Vishal Dadlani, Roop Kumar Rathod
Find and fill more song details
Khushiyon ki lahrein gaayein Dil ke taapo tak aayein Doob jaane ki rut hai Aaja pyaar main ghuljaayein
Aaj na khud ko roko Pyar main khud ko jhunko Shikwan ke saare parde kheench do
Aasman pe chaana hai, gungunana hai Ban ja badal, dil kehta hai Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re
Chehron pe dhoop malo Saagaron pe jhoom chalo Mausam ke cheenkey bikharne de Saare nazaarey sanwarne do aasmaan pe
Aasman pe chaana hai gungunana hai Ban ja badal, dil kehta hai Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re
Laakh take da, ishq hai yaaron Ishq phawaare kare isharey
Ankhiyen wich sadak banale Duniya teri mehma hai Tu dil ka mehal saja le Duniya teri mehma hai Aare itar phulel laga le Duniya teri mehma hai
Yeh dil bada hai Nageenay jada veh Toh jashn manaa mere dil mein Jaam uthae is mehfil main Zakhm baant lo dard chaat lo Gham ko peeslo, khushi chaat lo Nafrat ki is zindagi main na koi jagah
Khushiyon ki lahrein gaayein Dil ke taapo tak aayein Doob jaane ki rut hai Aaja pyaar main ghuljaayein
Aaj na khud ko roko Pyar main khud ko jhunko Shikwan ke saare parde kheench do
Aasman pe chaana hai, gungunana hai Ban ja badal, dil kehta hai Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Ishq waale khet main chal Fasalon sa jhoom machal Aaja maaga lein hawaon ko Aaja sajaa lein fazaon ko aaja na
Aasman pe chaana hai, gungunana hai Ban ja badal, dil kehta hai Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re Barso barso yaaron barso re Ban ke pyaar yaaron barso re
Dil mein langar khol de Jo aaye mehmaan Do din ki hai zindagi Ke le lambi taan
Jai hanumaan gyan gun sagar Jai kapees tihun lok ujagar
Jai hanumaan gyan gun sagar Jai kapees lihun lok ujagar Ram duot atulit bal dhama Anjani putra pawan sut nama
Mahaveer vikram bararangi Kumati nivar sumati ko sangi Kanchan baran viraj suvesha Kanan kundal kunchit kesa
Jai hanumaan gyan gun sagar Kai kapees tihun lok ujagar Hanuman ki jai
Pawanaut Hanuman ki jai Pawanaut Hanuman ki ja
SongBarso Yaaro
ArtistVishal Dadlani, Roop Kumar Rathod
MovieLondon Dreams
AlbumLondon Dreams
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2009
MusicShankar - Ehsaan - Loy
Lyrics byPrasoon Joshi
Track1