Home / Community songs / Chanda Sitare Bindiya Tumhari Lyrics — Udit Narayan, Alka Yagnik
Naseeb soundtrack artwork
Naseeb

Chanda Sitare Bindiya Tumhari Lyrics — Udit Narayan, Alka Yagnik

Artists: Udit Narayan, Alka Yagnik · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Chanda Sitare Bindiya Tumhari Lyrics — Udit Narayan, Alka Yagnik

Find and fill more song details

chanda sitaare bindiya tumhaari punam ki tum raat ho julfe tumhaari kaali ghata, tum saawan ki barsaat ho bago me kaliya, kaliyo me khushbu, khushbu ki tum baat ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho aankhe meri bas dekhe tumhe tum khwaabo ki baaraat ho hontho pe nagame unme duwaaye, tum unki saugat ho sine me chhota sa ek dil hai, tum uske jazbaat ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho hasi hasi vaadiya thahar zara jhum lu mere labo se tere labo ko main chum lu subah sham raat din maangti hu ye dua kahi kisi mod pe kabhi ho na hum juda aisi mulakato ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho
khili khili dhup ho, jawaan jawaan shaam ho mere labo pe sanam sirf tera naam ho tera hi khayal ho, tera hi surur ho sajan tere pyaar ka maang me sindur ho haatho me yeh haath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho chanda sitaare bindiya tumhaari punam ki tum raat ho julfe tumhaari kaali ghata, tum saawan ki barsaat ho bago me kaliya, kaliyo me khushbu, khushbu ki tum baat ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho aankhe meri bas dekhe tumhe tum khwaabo ki baaraat ho hontho pe nagame unme duwaaye, tum unki saugat ho sine me chhota sa ek dil hai, tum uske jazbaat ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho mai tumhare saath hu jindagi bhar, tum mere saath ho
SongChanda Sitare Bindiya Tumhari
ArtistUdit Narayan, Alka Yagnik
MovieNaseeb
AlbumNaseeb
LanguageHindi
Music labelZee Music Company
Year1997
MusicNadeem - Shravan
Lyrics bySameer
Track1