Home / Community songs / Chhoti Si Aasha - II Lyrics — Minmini
Roja soundtrack artwork
Roja

Chhoti Si Aasha - II Lyrics — Minmini

Artists: Minmini · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Chhoti Si Aasha - II Lyrics — Minmini

Find and fill more song details

dil hai chhota sa chhoti si aasha masti bhare man ki bholi si aasha chand taaro ko chhune ki aasha aasmano men udne ki aasha dil hai chhota sa chhoti si aasha masti bhare man ki bholi si aasha chand taaro ko chhune ki aasha aasmano men udne ki aasha dil hai chhota sa chhoti si aasha mahak jau aaj to aise phul bagiya mein mahake hai jaise badalo ki mai odu chunariya jhum jau mai banake bavariya apni choti mein bandh lun duniya dil hai chhota sa chhoti si aasha
masti bhare man ki bholi si aasha chand taaro ko chhune ki aasha aasmano men udne ki aasha dil hai chhota sa chhoti si aasha masti bhare man ki bholi si aasha swarg si dharti khil rahi jaise mera man bhi to khil raha aise koyal ki taraha gaane ka arma machhali ki taraha machalu ye arma jabani lai rangin sapna dil hai chhota sa chhoti si aasha masti bhare man ki bholi si aasha chand taaro ko chhune ki aasha aasmano men udne ki aasha dil hai chhota sa chhoti si aasha masti bhare man ki bholi si aasha
SongChhoti Si Aasha - II
ArtistMinmini
MovieRoja
AlbumRoja
LanguageHindi
Music labelMagnasound
Year1992
MusicA.R. Rahman
Lyrics byP.K. Mishra
Track6