Home / Community songs / Dil Deewana Bin Sajna Ke Maane Na (Female) Lyrics — Lata Mangeshkar
Maine Pyar Kiya soundtrack artwork
Maine Pyar Kiya

Dil Deewana Bin Sajna Ke Maane Na (Female) Lyrics — Lata Mangeshkar

Artists: Lata Mangeshkar · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Dil Deewana Bin Sajna Ke Maane Na (Female) Lyrics — Lata Mangeshkar

Find and fill more song details

dil deewana bin sajna ke mane na dil deewana bin sajna ke mane na ye pagla hai samjhane se samjhe na ye pagla hai samjhane se samjhe na dhak dhak bole it ut dole din raina ye pagla hai samjhane se samjhe na ye pagla hai samjhane se samjhe na dard judaai kya hota hai tum jano main janu ho ho ho ho ho dard judai kya hota hai tum jano main jaanu pyar bulaye duniya roke kiska kehna manu tumse mile bin dil ko kuch bhi sujhe na ye pagla hai samjhane se samjhe na
ye pagla hai samjhaane se samjhe na banke lahu nas nas mein mohabbat daude aur pukaare banke lahu nas nas mein mohabbat daude aur pukaare pyaar mein sab kuch haar diya par himmat kaise haare keh do duniya dil ka rasta roke na ye pagla hai samjhane se samjhe na ye pagla hai samjhane se samjhe na dil deewana bin sajna ke mane na ye pagla hai samjhane se samjhe na ye pagla hai samjhaane se samjhe na
SongDil Deewana Bin Sajna Ke Maane Na (Female)
ArtistLata Mangeshkar
MovieMaine Pyar Kiya
AlbumMaine Pyar Kiya
LanguageHindi
Music labelH.M.V.
Year1989
MusicRaamlaxman
Lyrics byDev Kohli, Asad Bhopali
Track1