Home / Community songs / Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam - II Lyrics — Farid Sabri, Jaspinder Narula, Ameen Sabri
Sirf Tum soundtrack artwork
Sirf Tum

Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam - II Lyrics — Farid Sabri, Jaspinder Narula, Ameen Sabri

Artists: Farid Sabri, Jaspinder Narula, Ameen Sabri · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam - II Lyrics — Farid Sabri, Jaspinder Narula, Ameen Sabri

Find and fill more song details

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam... Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam... Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek..... Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam ♥♥♥♥♥♥ Singers: Sabri Brothers,Jaspinder Narula ♥♥♥♥♥♥ Movie: Sirf Tum (1999) ♥♥♥♥♥♥ Teri Chahaton Ne Yeh Kya Gham Diya... Teri Chahaton Ne Yeh Kya Gham Diya... Tere Ishq Ne Yun Deewana Kiya... Tere Ishq Ne Yun Deewana Kiya... Zamaane Se Mujhko Begaana Kiya... Zamaane Se Mujhko Begaana Kiya... Deewane Tere Pyar Mein Bada Hi Buraa Haal Hai Khadi Hoon Teri Raah Mein Na Hosh Na Khayaal Hai Deewane Tere Pyar Mein Bada Hi Buraa Haal Hai Khadi Hoon Teri Raah Mein Na Hosh Na Khayaal Hai Na Hosh Na Khayaal Hai...eee
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek.... Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam... Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam... Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam ♥♥♥♥♥♥ Created & Uploaded By: @Dashing_Ali ♥♥♥♥♥♥ Mere Saath Mein Ro Raha Aasmaan... Mere Saath Mein Ro Raha Aasmaan... Mera Pyar Khoya Hai Jaane Kahan... Mera Pyar Khoya Hai Jaane Kahan... Usse Dhoondti Main Yahan Se Wahan... Usse Dhoondti Main Yahan Se Wahan... Milan Ki Mujhe Aas Hai Nikalti Nahi Jaan Hai Main Kitni Majboor Hoon Yeh Kaisa Imtihaan Hai Milan Ki Mujhe Aas Hai Nikalti Nahi Jaan Hai Main Kitni Majboor Hoon Yeh Kaisa Imtihaan Hai Yeh Kaisa Imtihaan Hai....eee Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek..... Mulaqat Zaroori Hai Sanam Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam
SongEk Mulaqat Zaroori Hai Sanam - II
ArtistFarid Sabri, Jaspinder Narula, Ameen Sabri
MovieSirf Tum
AlbumSirf Tum
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year1999
MusicNadeem - Shravan
Lyrics bySameer
Track9