Home / Community songs / Haal-E-Dil Tujhko Sunaata Lyrics — Harshit Saxena
Murder 2 soundtrack artwork
Murder 2

Haal-E-Dil Tujhko Sunaata Lyrics — Harshit Saxena

Artists: Harshit Saxena · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Haal-E-Dil Tujhko Sunaata Lyrics — Harshit Saxena

Find and fill more song details

hey kaash, kaash yun hota har shaam saath tu hota chhup jaa dil na yun rotaa har shaam saath tu hota guzaara ho tere bin guzaara ab mushkil hai lagta nazaara ho tera hi nazaara ab har din hai lagta hale dil tujhko sunaata dil agar yeh bol paata bakhuda tujhko hai chaahta jaan tere sang jo pal bitaata waqt se main woh maang laata yaad karke muskuraata haan tu meri raah ka sitaara tere bina hoon main awaara jab bhi tanhai ne sataaya tujhko besaakhta pukaara aa chaahat hai meri la fanaa par meri jaan dil me hoon rakhta haan
hale dil tujhko sunaata dil agar yeh bol paata bakhuda tujhko hai chaahta jaan tere sang jo pal bitaata waqt se main woh maang laata yaad karke muskuraata haan you re the one to me i love whats meant to be i know you feel it too, if i look at you khwaabon ka kab tak loon sahara ab toh tu aa bhi ja khudara meri yeh dono paagal aankhein har pal maange tera nazaara samjhaun inko kis tarah inpe mera bas nahin chalta haan haal e dil tujhko sunaata dil agar yeh bol paata bakhuda tujhko hai chaahta jaan tere sang jo pal bitaata waqt se main woh maang laata yaad karke muskuraata haan
SongHaal-E-Dil Tujhko Sunaata
ArtistHarshit Saxena
MovieMurder 2
AlbumMurder 2
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2011
MusicSangeet Haldipur - Siddharth Haldipur, Mithoon, Harshit Saxena
Lyrics byKumaar, Mithoon, Sayeed Quadri
Track1