Home / Community songs / Haseenon Ko Aate Hain Kya Kya Bahaane Lyrics — Udit Narayan, Alka Yagnik
Lahoo Ke Do Rang soundtrack artwork
Lahoo Ke Do Rang

Haseenon Ko Aate Hain Kya Kya Bahaane Lyrics — Udit Narayan, Alka Yagnik

Artists: Udit Narayan, Alka Yagnik · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Haseenon Ko Aate Hain Kya Kya Bahaane Lyrics — Udit Narayan, Alka Yagnik

Find and fill more song details

hasino ko aate hai kya kya bahane hasino ko aate hai kya kya bahane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane hasino ko aate hai kya kya bahane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane deewano ko aate hai kya kya bnahane deewano ko aate hai kya kya bnahane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane kabhi ruth jaana kabhi maan jaana kabhi kuch na kahena kabhi muskurana kabhi door jaana kabhi paas aana kabhi hum pe marna kabhi bhaw khana hume ye looti hai sonkhiyo adaao se hume ye maarti hai mad bhari nigaho se hasate hai hume ye chahto ki baato se koi kaise bache inki karaari ghataao se sang dil bekhabar aaye teere nazar kabhi chuke na inke nishane hasino ko aate hai kya kya bahane
hasino ko aate hai kya kya bahane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane deewana banana bana ke mitana hunar ye haseeno ka barso purana dilo ko churana chura ke mitana ye kissa deewano ka sab ne hai jaana wafa ke naam pe loota hai bewafao ne kiya barbad hame makhmali panaho ne kiya ruswa jamane mein hume in mardo ne diya hai dard humko to inhi bedardo ne ek din hai yahaan ek din hai wahaan roj inke naye ik thikaane hasino ko aate hai kya kya bahane hasino ko aate hai kya kya bahane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane deewano ko aate hai kya kya bnahane deewano ko aate hai kya kya bnahane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane khuda bhi na jaane to hum kaise jaane
SongHaseenon Ko Aate Hain Kya Kya Bahaane
ArtistUdit Narayan, Alka Yagnik
MovieLahoo Ke Do Rang
AlbumLahoo Ke Do Rang
LanguageHindi
Music labelZee Music Company
Year1997
MusicAnand - Milind
Lyrics bySameer
Track1