Hum Naa Tode (Hum Naa Chhoden Toden Phoden) Lyrics — Vishal Dadlani
Find and fill more song details
hum na chhod e, tode, phode jo bhi humse panga le
hum na chhod e, tode, phode jo bhi humse panga le
collar nikal ke, jeans phati daal ke
duniya ko baandh ke apne rumaal se
hum to chale jhoomte, daaye-baaye ghoomte
hey masti full-on re, rokega kaun re
are masti full-on re, rokega kaun re
hum na chhod e, tode, phode jo bhi humse panga le
hum na chhod e, tode, phode jo bhi humse panga le
hey jo bhi yahaan baat karega, akad ke
taang denge usko chaand pe, pakad ke
apna toh mijaaz hi bada, hai manmaana
hum hai boss baaki sab yahaa, ghulam hai
aate jaate hum ko thokte, salaam hai
apne hi usool pe chale, ye zamaana
mana humne hum dhith hai lekin dil ke hum neat hai
mana humne hum dhith hai lekin dil ke hum neat hai
geet yahi chhed ke apni guitar pe
fikro ka aasmaan phir se utaar ke
hum toh chale jhoomte daaye-baaye ghoomte
masti full-on re, rokega kaun re
masti full-on re, rokega kaun re
re khatam nahi hua, baawli booch, abe dhol peet le
re guitar baja le jackson ki aulaad
re peepdi ne phoonk le, hawa ni bhar ke andar
re orchestra, baja
ho apni toh hai seedhi saadi si philosophy
khaate peete mauz mein kate, ye zindagi
dil rahe khushi ke hi nashe mein chakraya
ho hum to cheej hai kamaal ki, pehchaan lo
yaar jaa ke husn waalo se, ye jaan lo
humne hi toh ladkiyo ka dil dhadkaya
apne charche akhbaar me chhapte rehte hai pyar me
apne charche akhbaar me chhapte rehte hai pyar me
ishq hum toh karte hain apne hisaab se
hum pe yaqeen naa ho toh poochh lo janaab se
ho hum toh chale jhoomte daaye-baaye ghoomte
masti full-on re, rokega kaun re
masti full-on re, rokega kaun re
hum na chhod e, tode, phode jo bhi humse panga le
hum na chhod e, tode, phode jo bhi humse panga le
SongHum Naa Tode (Hum Naa Chhoden Toden Phoden)
ArtistVishal Dadlani
MovieBoss
AlbumBoss
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2013
MusicMeet Bros Anjjan, Kalyanji - Anandji, Chirantan Bhatt, P.A. Deepak, Vidyasagar, Yo Yo Honey Singh
Lyrics byKumaar, Manoj Yadav, Indeevar, Sahil Kaushal
Track2