Jaage Hain Der Tak Lyrics — K.S. Chitra, A. R. Rahman, Madras Chorale Group
Find and fill more song details
jage hain der tak, hame kuchh der sone do
thodi si raat aur hai, subah to hone do
aadhe adhure khwaab jo pure naa ho sake
ek baar phir se nind me wo khwaab bone do
jage hain der tak, hame kuchh der sone do
thodi si raat aur hai, subah to hone do
aadhe adhure khwaab jo pure naa ho sake
ek baar phir se nind me wo khwaab bone do
SongJaage Hain Der Tak
ArtistK.S. Chitra, A. R. Rahman, Madras Chorale Group
MovieGuru
AlbumGuru
LanguageHindi
Music labelSony Music
Year2007
MusicA.R. Rahman
Lyrics byGulzar
Track7