Jaane Kyun Humko Yaad Aaye Woh (Duet) Lyrics — Udit Narayan, Sunidhi Chauhan
Find and fill more song details
bhigee huwee koyee sham woh, mehka huwa koyee nam woh
bin bat hee hotee hai nilam woh, mashhur hai phir bhee badnam woh
janey huwa hai aaj kya hame naa ham, janey kyun hamko yad aaye woh
abb iss tarha usko sochta hu, gujre huwe woh pal rokta hu
woh pal kahee kho gaye the jo apne
aur sath bhee ho gaye the jo sapne
janey huwa hai aaj kya hame naa ham, janey kyun hamko yad aaye woh
woh roshnee woh aag hai, ya phir koyee chirag hai
jisse dhire dhire hai jalna, jisse iss tarha hee hai chalna
kissee mod pe woh aaj bhee, kandil see jalegee
shaher kee dhup see bewakt hee, dhhalegee kyun hamko yad
bhigee huwee koyee sham woh, mehka huwa koyee nam woh
bin bat hee hotee hai nilam woh, mashhur hai phir bhee badnam woh
janey huwa hai aaj kya hame naa ham, janey kyun hamko yad aaye woh
SongJaane Kyun Humko Yaad Aaye Woh (Duet)
ArtistUdit Narayan, Sunidhi Chauhan
MovieChameli
AlbumChameli
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2003
MusicSandesh Shandilya
Lyrics byIrshad Kamil, R.N. Dubey
Track3