Home / Community songs / Jhoothe Ilzaam Lyrics — Alka Yagnik
Umrao Jaan soundtrack artwork
Umrao Jaan

Jhoothe Ilzaam Lyrics — Alka Yagnik

Artists: Alka Yagnik · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Jhoothe Ilzaam Lyrics — Alka Yagnik

Find and fill more song details

kaun kisko yaha bhala samajha humne kya samajha tumne kya samajha bewafa humne tumko samajha sanam tumne humko hi bewafa samajha jhute iljaam meri jaan lagaya na karo jhute iljaam meri jaan lagaya na karo dil hai najuk ise tum aise dukhaya na karo jhute iljaam meri jaan lagaya na karo dil hai najuk ise tum aise dukhaya na karo jhute iljaam meri aankho me jo achhe nahi lagte aansu meri aankho me jo achhe nahi lagte aansu toh jalaya na karo mujhko sataya na karo toh jalaya na karo mujhko sataya na karo dil hai najuk ise tum aise dukhaya na karo jhute iljaam tum kisi aur ki kismat me ho tum mere nahi
tum kisi aur ki kismat me ho tum mere nahi yeh agar sach bhi hai toh mujhko bataya na karo yeh agar sach bhi hai toh mujhko bataya na karo dil hai najuk ise tum aise dukhaya na karo jhute iljaam ya toh taawir bataao mere sab khwaabo ki ya toh taawir bataao mere sab khwaabo ki ya koi khwaab in aankho ko dikhaya na karo ya koi khwaab in aankho ko dikhaya na karo dil hai najuk ise tum aise dukaaya na karo jhute iljaam abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho sirf ek rasm nibhane ko toh aaya na karo sirf ek rasm nibhane ko toh aaya na karo dil hai najuk ise tum aise dukhaya na karo jhute iljaam meri jaan lagaya na karo dil hai najuk ise tum aise dukhaya na karo jhute iljaam
SongJhoothe Ilzaam
ArtistAlka Yagnik
MovieUmrao Jaan
AlbumUmrao Jaan
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2006
MusicAnu Malik
Lyrics byJaved Akhtar
Track6