Kasam Se Jiyara Chaknachoor Hai Issaqbaazi Se Lyrics — Sukhwinder Singh, Divya Kumar
Find and fill more song details
Prem na upje khet mein
Bhaiya prem bike na haat re
Par jab jab ye ho jaaye
Lag jaati hai waat re
Waat re…
Khadi ho jayegi khaat re..
Madua peeke prem ka hum
Hai taneek bouraye se
Re wo mashooka, yaar hum hain
Beech na koi aaye re
Ho uske naina neat daaru-
se ghazab chadh jaayein re
Ho tab se humri hai woh jab se
Jag mein aassiq aaye re
Kasam se.. dharam se..
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Ishqbaazi se
Kasam se jiyara chaknachoor hai
Ishqbazi se
Kasam se jiyra chaknachoor hai
Issaqbaazi se
Ho...
SongKasam Se Jiyara Chaknachoor Hai Issaqbaazi Se
ArtistSukhwinder Singh, Divya Kumar
MovieZero
AlbumZero
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2018
MusicAjay - Atul, Nusrat Fateh Ali Khan, Tanishk Bagchi, Traditional
Lyrics byIrshad Kamil, Khwaja Parvez, Kumaar, Traditional
Track2