Home / Community songs / Kya Karen Kya Naa Karen Lyrics — Udit Narayan
Rangeela soundtrack artwork
Rangeela

Kya Karen Kya Naa Karen Lyrics — Udit Narayan

Artists: Udit Narayan · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Kya Karen Kya Naa Karen Lyrics — Udit Narayan

Find and fill more song details

kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay koi to bata de iska hal o mere bhai ki ek taraf to usse pyaar karein hum aur usko hi ye kehne se darrein hum kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay koi to bata de iska hal o mere bhai ki ek taraf to usse pyaar karein hum aur usko hi ye kehne se darrein hum roz roz hum sochta yehi aaj humko vo agar mil jaaye kahin to aisa bolega saala vaisa bolega khullam khulla uspe dil ka raaz hum kholega vo saamne chamakti hai saans hi atakti hai aur ye zubaan jaati hai fisal
to kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay koi to bata de iska hal o mere bhai ki ek taraf to usse pyaar karein hum aur usko hi ye kehne se darrein hum koi badi baat nahin humein kehna tha jo bhi vo to hum yoonhi kehte magar phir bhi kaha nahin vajah iski hai yehi bas inkaar se humko tha darr ab kahein ya na kahein ki haan kahein na kahein soch soch mein hi vo gayi nikal to kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay koi to bata de iska hal o mere bhai ki ek taraf to usse pyaar karein hum aur usko hi ye kehne se darrein hum
SongKya Karen Kya Naa Karen
ArtistUdit Narayan
MovieRangeela
AlbumRangeela
LanguageHindi
Music labelTime Audio
Year1995
MusicA.R. Rahman
Lyrics byMehboob Kotwal
Track3