Home / Community songs / Kya Tumhein Pata Hai (Male) Lyrics — Udit Narayan
Dil Hai Betaab soundtrack artwork
Dil Hai Betaab

Kya Tumhein Pata Hai (Male) Lyrics — Udit Narayan

Artists: Udit Narayan · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Kya Tumhein Pata Hai (Male) Lyrics — Udit Narayan

Find and fill more song details

kya tumhe pata hai a gulshan kya tumhe pata hai a gulshan, mere dilbar aane wale hai kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai kya tumhe pata hai a gulshan, mere dilbar aane wale hai kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai kya tumhe pata hai a gulshan ye pahali ka milna bhi kitna pagal kar deta hai ye pahali ka milna bhi kitna pagal kar deta hai kuch kuch hota hai sanso me, par na jaanu kyu hota hai baho me bhar ke vo humko, madhosh banane wale hai kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai
kya tumhe pata hai a gulshan masum adda andaj naya, phulo se hasi vo chehra hai masum adda andaj naya, phulo se hasi vo chehra hai mere khyal ki vadi me, uska hi sirf basera hai hum apne pyar ki ye barish, hum unpe barsane wale hai kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai kya tumhe pata hai a gulshan kya tumhe pata hai a gulshan, mere dilbar aane wale hai kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai mere dilbar aaane wale hai, mere dilbar aaane wale hai mere dilbar aaane wale hai
SongKya Tumhein Pata Hai (Male)
ArtistUdit Narayan
MovieDil Hai Betaab
AlbumDil Hai Betaab
LanguageHindi
Music labelVenus
Year1993
MusicLaxmikant - Pyarelal
Lyrics bySameer, Rani Malik, K.K. Verma
Track3