Home / Community songs / Madhuban Khushboo Deta Hai (Male) Lyrics — Yesudas
Saajan Bina Suhagan soundtrack artwork
Saajan Bina Suhagan

Madhuban Khushboo Deta Hai (Male) Lyrics — Yesudas

Artists: Yesudas · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Madhuban Khushboo Deta Hai (Male) Lyrics — Yesudas

Find and fill more song details

madhuban khusbu deta hai sagar sawan deta hai jina uska jina hai jo oro ko jeevan deta hai madhuban khusbu deta hai suraj na ban paaye to banke deepak jalta chal suraj na ban paaye to banke deepak jalta chal phul mile ya angare sach ki raaho pe chalta chal sach ki raaho pe chalta chal pyaar dilo ko deta hai ashko ko daaman deta hai jina uska jina hai jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai sagar sawan deta hai madhuban khusbu deta hai chalti hai lehrake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe chalti hai lehrake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe logo ne tyag diye jeewan ke preet dilo mein palti rahe ke preet dilo mein palti rahe dil wo dil hai jo oro ko apni dhadkan deta hai jina uska jina hai jo oro ko jeevan deta hai madhuban khusbu deta hai sagar saawan deta hai madhuban khusbu deta hai
SongMadhuban Khushboo Deta Hai (Male)
ArtistYesudas
MovieSaajan Bina Suhagan
AlbumSaajan Bina Suhagan
LanguageHindi
Music labelH.M.V.
Year1978
MusicUsha Khanna
Lyrics byIndeevar, Saawan Kumar
Track2