Home / Community songs / Main Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni Lyrics — Atif Aslam
Tubelight soundtrack artwork
Tubelight

Main Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni Lyrics — Atif Aslam

Artists: Atif Aslam · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Main Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni Lyrics — Atif Aslam

Find and fill more song details

mai agar sitaron se chura ke laau roshini hawaaon se chura ke laau ragini na puri ho sakegi unse magar teri kami main agar nazaaron se chura ke laau rangatein mazaaron se chura ke lau barkatein na puri ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuch tujhe bas khuda na khaasta ho tere bina umar ke safar mai bada hi tanha hu main raftaar jo waqt ki pakad na sake wo lamha hu main falgun ke mahine tere bina hai phike
jo tu nahi to saare saawan mere sukhe mai agar kitaabon se chura ke lau kaayde hisabon se chura ke lau faayde na puri ho sakegi unse magar teri kami main agar sitaron se chura ke lau roshni hawaaon se chura ke lau ragini na puri ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera woh savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuch tujhe bas khuda na khaasta khaasta, khaasta, khuda na khaasta
SongMain Agar Sitaron Se Chura Ke Laoon Roshni
ArtistAtif Aslam
MovieTubelight
AlbumTubelight
LanguageHindi
Music labelSony Music
Year2017
MusicPritam
Lyrics byAmitabh Bhattacharya, Kausar Munir
Track4