Home / Community songs / Main Teri Mohabbat Mein Pagal Ho Jaoonga (Sad) Lyrics — Sadhna Sargam
Tridev soundtrack artwork
Tridev

Main Teri Mohabbat Mein Pagal Ho Jaoonga (Sad) Lyrics — Sadhna Sargam

Artists: Sadhna Sargam · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Main Teri Mohabbat Mein Pagal Ho Jaoonga (Sad) Lyrics — Sadhna Sargam

Find and fill more song details

main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai ho o o main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai kuchh din se main toota toota rahata hoon apane dil se se rootha rootha rahata hoon kuchh din se main khoyi khoyi rahati hoon kuchh din se main toota toota rahata hoon jaagu bhi to soyi soyi rahati hoon deewani aaj nahi to kal ho jaaungi main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai
ji chaahe teri aankhon mein kho jaaun aaj abhi is waqt main teri ho jaaun kab tak aakhir ham milne ko tarsenge kab saavan aayega kab baadal barsenge tu mast pavan ban jaa main baadal ban jaaunga main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai tujh bin lab par koi naam nahi aata dil ko tadap bina aaram nahi aata dono taraf lagi hai aag barabar ye rakh degi bas hamko rakh banakar ye tu bhi jal jayegi mai bhi jal jaunga main teri mohabbat mein paagal ho jaaunga mujhe aisa lagta hai tujhe kaisa lagta hai
SongMain Teri Mohabbat Mein Pagal Ho Jaoonga (Sad)
ArtistSadhna Sargam
MovieTridev
AlbumTridev
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year1989
MusicKalyanji - Anandji, Viju Shah
Lyrics byAnand Bakshi
Track5