Home / Community songs / Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai (Male) Lyrics — Amitabh Bachchan
Laawaris soundtrack artwork
Laawaris

Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai (Male) Lyrics — Amitabh Bachchan

Artists: Amitabh Bachchan · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai (Male) Lyrics — Amitabh Bachchan

Find and fill more song details

mere angne me mere angne me tumhara kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai jo hai naam wala are jo hai naam wala, wahi to badnam hai mere angne me tumhara kya kam hai jiski biwi lambi, uska bhi bada naam hai jiski biwi lambi, uska bhi bada naam hai kothe se laga do are kothe se laga do, sidhi ka kya kam hai are kothe se laga do, sidhi ka kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai jiski biwi moti, uska bhi bada naam hai jiski biwi moti, o moti, o moti o moti moti moti jiski biwi moti, uska bhi bada naam hai bistar pe leta do ha ha bistar pe leta do, gadde ka kya kam hai bistar pe leta do, gadde ka kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai jiski biwi kali, uska bhi bada naam hai jiski biwi kali, uska bhi bada naam hai
aankho me basa lo are aankho me basa lo, surme ka kya kam hai aankho me basa lo, surme ka kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai jiski biwi gori, uska bhi bada naam hai jiski biwi gori, uska bhi bada naam hai kamre me bitha lo ha kamre me bitha lo, bijli ka kya kam hai kamre me bitha lo, bijli ka kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai jiski biwi chhoti, uska bhi bada naam hai jiski biwi chhoti, uska bhi bada naam hai god me bitha lo, ha ha ha god me bitha lo, bacche ka kya kam hai god me bitha lo, bacche ka kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai mere angne me tumhara kya kam hai jo hai naam wala are jo hai naam wala, wahi to badnam hai mere angne me, ha mere angne me, ha mere angne me tumhara kya kam hai
SongMere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai (Male)
ArtistAmitabh Bachchan
MovieLaawaris
AlbumLaawaris
LanguageHindi
Music labelH.M.V.
Year1981
MusicKalyanji - Anandji, Traditional
Lyrics byPrakash Mehra, Anjaan, Traditional, Harivansh Rai Bachchan
Track5