Sab Aaye Bas Tum Na Aaye Lyrics — KK
Find and fill more song details
dard aaya tadap aayi
ashq aaye yaad aayi
phir rukte rukte saans bhi aayi
sab aaye bas tum na aaye
sab aaye ek tum na aaye
sab aaye bas tum na aaye
sab aaye ek tum na aaye
tere bina mera gham bhi adhura hai
sab kuch ho ke bhi kuch nahi pura hai
tere siva sab kuch to likha hai
jaane ye kaisa nasib mera hai
taqlif hi mujhko ras aayi
tanhayi bhi ab mere pas aayi
zakhm aaye tadap aayi
shaam aayi raat aayi
phir jagte jagte khwab bhi aaye
sab aaye bas tum na aaye
sab aaye ek tum na aaye
sab aaye bas tum na aaye
sab aaye ek tum na aaye
SongSab Aaye Bas Tum Na Aaye
ArtistKK
MovieBadla
AlbumBadla
LanguageHindi
Music labelZee Music Company
Year2019
MusicAmaal Malik, Clinton Cerejo, Amaal Mallik, Anupam Roy
Lyrics byKumaar, Siddhant Kaushal, Jizzy, A.M. Turaz, Anupam Roy, Manoj Yadav
Track3