Sab Kuchh Bhula Diya (Male) Lyrics — Sonu Nigam
Find and fill more song details
Humne tumse, tumne hamaara
Rishta joda gham se
Ek vafa ke siva
Kaunsi khata hui thi humse
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
♫♪♫♫♪♫♫♪♫♫♪♫
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re
Kaisa sila diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Kaisa sila diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Tere vaade, voh iraade
Tere vaade, voh iraade
O saathi re
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Hmmmm...hmmm...hmmmmm
Hmmmm...hmmm...hmmmmm
Baat kuch samajh na aayi
Kami kya hum mein paayi
Chorus : Haaaa..aaaaa..haaa..aaaa
Ek tarfa yeh mohabbat
Humi ne sirf nibhaayi
Jaam chaahat ka dekar
Zaher nafrat ka pila diya
Jaam chaahat ka dekar
Zaher nafrat ka pila diya
Zaher nafrat ka pila diya
Tere vaade, voh iraade
Tere vaade, voh iraade
O saathi re
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Chorus : Aaaaaa.....aaaaaaa.....
========Interlude========
Umr bhar so na sakenge
Kisi ke ho na sakenge
Chorus : Haaaa..aaaaa..haaa..aaaa
Ajnabi tum ho jaao
Gair hum ho na sakenge
Kisi begaane ki khaatir
Tumne apnon ko bhoola diya
Kisi begaane ki khaatir
Tumne apnon ko bhoola diya
Tumne apnon ko bhoola diya
Haan apnon ko bhoola diya
Tere vaade, voh iraade
Tere vaade, voh iraade
O saathi re
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
========Music Break========
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zaher peena nahin sanam
Chorus : Haaaa..aaaaa..haaa..aaaa
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zaher peena nahin sanam
Janam janmon ka naata
Chand lamhon mein mita diya
Janam janmon ka naata
Chand lamhon mein mita diya
Chand lamhon mein mita diya
Tere vaade, voh iraade
Tere vaade, voh iraade
O saathi re
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re
Kaisa sila diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
Kaisa sila diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
--chorus--
Kaisa sila diya yeh vafa ka
Kaisa sila diya
O mitwa re....
O mitwa re....
O mitwa re....
O mitwa re....
SongSab Kuchh Bhula Diya (Male)
ArtistSonu Nigam
MovieHum Tumhare Hain Sanam
AlbumHum Tumhare Hain Sanam
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2002
MusicSajid - Wajid, Bappi Lahiri, Nikhil - Vinay, Daboo Malik, Bali Brahmbhatt
Lyrics bySameer, Jalees Sherwani, Maya Govind, Praveen Bharadwaj, Kartik Awasthi
Track10