Home / Community songs / Selfie Kudi Lyrics — Ritu Pathak
Hansa Ek Sanyog soundtrack artwork
Hansa Ek Sanyog

Selfie Kudi Lyrics — Ritu Pathak

Artists: Ritu Pathak · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Selfie Kudi Lyrics — Ritu Pathak

Find and fill more song details

Main Kudi Punjabi Meri Worldwide Follower Hai Main Kya Meri Jutti Ke Bhi 100 Se Jaada Lover Hai Main Kudi Punjabi Meri Worldwide Follower Hai Main Kya Meri Jutti Ke Bhi 100 Se Jaada Lover Hai Jaha Kahi Bhi Jaau Main Duck Face Bana Lu Khinch Khud Ki Photo Main Apne Page Pe Daalu Fir Jo Shuru Hoti Charcha Badi Main Hu Selfie Kudi Main Hoon Selfie Kudi Oh Yeh, Like Karo 100 Baar Main Hoon Selfie Kudi Karlo Comment Hazar Main Hoon Selfie Kudi Like Karo 100 Baar Main Hoon Selfie Kudi Karlo Comment Hazar Meri Ek Butter Flying Kiss Pe Flying Jet Ke Banne Kisse Meri Ek Hi Farmaish Pe De De Jaan Kahungi Jis Se Haan Main Jo Post Mein Love Yu Likh Doon Mere Aashiq Lad Marte Main To Naam Kisi Ka Lu Na Sab Khud Mein Sabar Karte Dil Vil Kitne Jaane Delete Kiye Hai Maine Kitne Majnu Raanjhe Yu Treat Kiye Hai Maine Yaha Aashiqo Ki Hai Kisko Padi Main Hu Selfie Kudi Main Hoon Selfie Kuddi
Oh Yeh, Like Karo 100 Baar Main Hoon Selfie Kuddi Karlo Comment Hazar Main Hoon Selfie Kudi Like Karo 100 Baar Main Hoon Selfie Kuddi Karlo Comment Hazar Na Na Ye To Atyachaar Hai Selfie Ki Sarkaar Hai Munde Tainu Like Kare Aur Tu Karti Khilwaad Hai Pal Pal Dp Change Kare Aur Na Dekho To Poke Akre Aur Dekhe Na Koi Like Kare Na To Baby Usko Block Kare Jab Online Main Aaun Chatting Ki Line Lage Jab Offline Ho Jaaun Sab Waiting Mein Rehte Haan Meri Ek Tag Ko Munde 100 Baar Share Kar De Mere Khane Peeni Tak Ki Haye Kitni Care Kar De Ho Noughty Beh Gaya Narbous Ban Jaaye Mera Status Har Baat Post Kar Dena Ban Gaya Hai Mera Busineess Deewano Ki Pehli Nazar Me Chadhi Main Hoon Selfie Main Hu Selfie Oh Yeh Karlo Comment Hazar Main Hoon Selfie Kuddi Like Karo 100 Baar Main Hu Selfie Kuddi Karlo Comment Hazar Main Hoon Selfie Main Hu Selfie
SongSelfie Kudi
ArtistRitu Pathak
MovieHansa Ek Sanyog
AlbumHansa Ek Sanyog
LanguageHindi
GenreBollywood
Music labelZee Music Company
Year2019
MusicPrekhar Verma, Lalit Mishra
Lyrics byDheeraj Kumar - I, Santosh Kashyap, Dhiraj Verma
Release date (source edition)2019-03-06
Duration4:14
Track1
Disc1