Home / Community songs / Shooting Stars Lyrics — Shashwat Singh, Bela Shende
Radhe Shyam soundtrack artwork
Radhe Shyam

Shooting Stars Lyrics — Shashwat Singh, Bela Shende

Artists: Shashwat Singh, Bela Shende · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Shooting Stars Lyrics — Shashwat Singh, Bela Shende

Find and fill more song details

ved lagleya shivay ithihaas ghadat nahi yeh story hai glory hai starting jo ho rahi hai sapno ki dori mere haath main ladka main pune se average sa student sab kehte the rehna tu aukaat main mere sapno main haste the dil mein jo baste the sone na dete mujhe raat mein b tech tu kar le beta jaa ke tu padhle beta bithaya naukri ko mere khyaalat mein arey nahi karna tha kisi ke niche kaam na mujhe ban na tha kisi chapri ka gulaam main dekh chuka tha bohat bade bade sapne aur yeh bhi jaanta tha ki rutenge mere apne apno ka picha choda khada khud ke saath main sapno ka piche dauda duniya aayi aadh mein rok na saki woh saali duniya gayi bhaad mein rok na saki woh saali yeh bole looser par tu jaanta tu kar sakta hai kaun angry prash uska raaz kya tu ban sakta hai zidd pakkad le chu na aasman tu kar sakta hai orbit kyun ghume shooting start jab tu ban sakta hai ssc ke baad main science mein gaya tha english kharab sab lag raha naya tha
padhta tha jo kuch samjh nahi aata rote rote aksar khud main chilata darr jis baat ka hua wohi khel hsc mein jaa ke ho gaya main fail kiya phir btech hua wahi bura haal fasta chala gaya jaise koi jaal maine college chod diya mera college internet ek lavya focus dronacharya internet maine liya headset aur aaya youtube pe banaya parivaar yaha million views mille yeh bole looser par tu jaanta tu kar sakta hai andhero mein ujala raasta tu ban sakta hai zidd pakad le chu na asmaan tu kar sakta hai orbit kyu ghume shooting star jab tub ban sakta hai mere haath ke laqeer mein na taqdeer hai kuch lakeer waale aaj bhi faqeer hai mere haatho mein zanjeer hai meri baatey yeh gambhir hai paiso se garib lekin shabdo se amir jo dikhtha tha woh likhta tha phir mic pe jaake cheekta tha chilata apni video mein ab zindagi gujarti meri studio mein ha socha waqt bhi rukega aasman bhi jhukega haath jo bhi laga dekha likh daala paper pe ghar pe ms paint pe jo kiya animation hila diya pura nation tab aaya angry prash hai speed unstoppable na hota kabhi crash hai big bang big band youtube pe big gang 5 million light years faila mera big bang big bang big band youtube pe big gang 5 million light years faila mera big bang big bang big band youtube pe big gang 5 million light years faila mera big bang big bang big band youtube pe big gang.
SongShooting Stars
ArtistShashwat Singh, Bela Shende
MovieRadhe Shyam
AlbumRadhe Shyam
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2022
MusicMithoon, Amaal Malik, Manan Bhardwaj
Lyrics byMithoon, Manoj Muntashir, Rashmi Virag, Kumaar, Manan Bhardwaj
Track6