Home / Community songs / Tu Roop Ki Rani Tu Choron Ka Raja Lyrics — Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Roop Ki Rani Choron Ka Raja soundtrack artwork
Roop Ki Rani Choron Ka Raja

Tu Roop Ki Rani Tu Choron Ka Raja Lyrics — Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy

Artists: Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Tu Roop Ki Rani Tu Choron Ka Raja Lyrics — Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy

Find and fill more song details

roop ki raani choron ka raja o a aaa aa ye ye dam dam kal ki to hain ye baat jo main kahna chaahu tumko aaj meri baat sun le teri meri baat nahi, baat kisi aur ki rup ki raani choro ka raja sun lo iski jubaani kabhi uski jubaani hain ye unki kahaani sabko hain sunaani kyun ki duniya me sabse niraale hain wo wo hain rang birange dono khel khilaadi dil ke juaari dono bade mastaane
ik duje pe divaane hain wo dono parvaane ek raja raani dil khol ke jina inhe aata hain aur zahar bhi pina aata hain inhe hansna rona chalna firna milna julna aur khatre se khelna aata hain kabhi dost bhi hain to kabhi dushman bhi kabhi gam kabhi khushi, kabhi khushi kabhi gam kabhi gam kabhi khushi, kabhi khushi kabhi gam kabhi lad ke rahte hain chup chup aur dil me rote hain chup chup aur dost wo jab ban jaate hain to fir naachte aur gaate hain
SongTu Roop Ki Rani Tu Choron Ka Raja
ArtistAmit Kumar, Kavita Krishnamurthy
MovieRoop Ki Rani Choron Ka Raja
AlbumRoop Ki Rani Choron Ka Raja
LanguageHindi
GenreBollywood
Music labelSaregama
Year1993
MusicLaxmikant - Pyarelal
Lyrics byJaved Akhtar
Release date (source edition)1993-04-16
Duration6:04
Track9
Disc1