Home / Community songs / Tum To Darasal Khwab Ki Baat Ho Lyrics — Atif Aslam
Raabta soundtrack artwork
Raabta

Tum To Darasal Khwab Ki Baat Ho Lyrics — Atif Aslam

Artists: Atif Aslam · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Tum To Darasal Khwab Ki Baat Ho Lyrics — Atif Aslam

Find and fill more song details

tum toh darasal khwab ki baat ho chalti mere khayalon mein tum sath sath ho milti hai jo achanak wo saugat ho tum toh darasal meethi si pyaas ho lagta hai yeh hamesha ke tum aas paas ho thehra hai jo labon pe woh ehsaas ho teri ada ada pe marta main wafa wafa si karta kyun haddo se hi yun guzarta main zara, zara, zara tum toh darasal saanso ka saaz ho dil mein mere chupa wohi raaz raaz ho kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
baarish ka pani ho tum, kaagaz ki kashti hu main tujh mein kahin main beh jaata hoon ho, milne hu tumse aata, waapas nahi jaa pata thoda wahin main reh jata hu ho, tum to darasal ik naya noor ho mujhe me bhi ho jra si jra dur kyun ho jaise bhi ho humesha hi manzoor ho jaise bhi ho humesha hi manzoor ho hota aisa aksar dil ye kisi ko de kar lagta hasi hai sara shehar ab dekh tera hokar, aisa asar hai mujh pe hasta rahu main aatho pehar oh, tum toh darasal ishq ho pyar ho ab bhi mere fasano me tum baar baar ho inkaar mein jo chupa hai woh ikraar ho
SongTum To Darasal Khwab Ki Baat Ho
ArtistAtif Aslam
MovieRaabta
AlbumRaabta
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2017
MusicJAM8, Pritam, Sohrabuddin, Meet Bros
Lyrics byAmitabh Bhattacharya, Irshad Kamil, Kumaar, Jitendra Raghuvanshi
Track6