Home / Community songs / Tumhe Apna Banane Ka Junoon Lyrics — Armaan Malik, Neeti Mohan
Hate Story 3 soundtrack artwork
Hate Story 3

Tumhe Apna Banane Ka Junoon Lyrics — Armaan Malik, Neeti Mohan

Artists: Armaan Malik, Neeti Mohan · Hindi

Get it on iTunesCover and release information: Apple / iTunes. Dates describe the listed song/album edition.

Original song credits source

Tumhe Apna Banane Ka Junoon Lyrics — Armaan Malik, Neeti Mohan

Find and fill more song details

tumhe apna banane ka junoon sar pe hai kab se hai mujhe aadat bana lo ik buri kahna ye tumse hai tumhe apna banane ka junoon sar pe hai kab se hai sar pe hai kab se hai jism ke samandar mein ik lehar jo thehri hai usme thodi harqat hone do ho shayari sunati in do nasheeli aankho ko mujhko paas aake padne do ishq ki khwaahisho mein bheeg lo baarisho mein aao na tumhe paakar na khone ka junoon sar pe hai kab se hai mujhe nazro mein rakh lo kahi kahna ye tumse hai
tumhe apna banane ka junoon sar pe hai kab se hai sar pe hai kab se hai rokna nahi mujhko zid pe aa gayi hu main is qadar deewanaapan chadha dekho na yahan aake mera haal kaisa hai tootke abhi tak na judaa ab sambhalna nahi hai jo bhi hai wo sahi hai aao na tumhe khud se milane ka junoon sar pe hai kab se hai mujhe rehne de apne paas hi kahna ye tumse hai tumhe apna banane ka junoon sar pe hai kab se hai sar pe hai kab se hai
SongTumhe Apna Banane Ka Junoon
ArtistArmaan Malik, Neeti Mohan
MovieHate Story 3
AlbumHate Story 3
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2015
MusicAmaal Malik, Meet Bros, Baman
Lyrics byShabbir Ahmed, Kumaar, Manoj Muntashir, Rashmi Virag
Track1