Yahin Rahoge Tum Mujh Mein Mujh Mein Lyrics — Shilpa Rao
Find and fill more song details
yahi rahoge tum mujhme mujhme
tume basa lungi dil me dil me
nazdikiyan le jao apne sath me
ye duriyan rehne do mere pass me
yahi rahoge tum mujhme mujhme
tumhe basa lungi dil me
dekho to pyar ye le aaya hai kaha
reh karke dur bhi tum rahte ho yaha
kar lungi zindagi mai tera samna
mujhko to mil gaya chahat ka aasma
iss dard ko beh jane do barsat me
ek sans banke reh jaao na pass me
yahi rahoge tum mujhme mujhme
tumhe basa lungi dil me dil me
yahi rahoge tum mujhme mujhme
tumhe basa lungi dil me dil me
yahi rahoge tum mujhme mujhme
tumhe basa lungi dil me dil me
SongYahin Rahoge Tum Mujh Mein Mujh Mein
ArtistShilpa Rao
MovieJalebi
AlbumJalebi
LanguageHindi
Music labelSony Music
Year2018
MusicSamuel Shetty, Akanksha Nandrekar, Javed - Mohsin, Jeet Ganguly, Tanishk Bagchi, Abhishek Mishra
Lyrics byManoj Kumar Nath, Prashant Ingole, Kunal Verma, Rashmi Virag, Arafat Mahmood
Track4