Zinda Hoon Main Tujh Mein Lyrics — Vishal Dadlani
Find and fill more song details
Khaakh se bana hoon main
Khaakh hi ban jaaunga
Seene mein leke aag main
Waqt se lad jaaunga (x2)
Dil ke bhanwar mein hai dooba
Mera safeena, haan safeena
Ho.. duaa hai meri Rab se ki
Thame mujhko yoon hi rehna
Yoon hi rehna, rehna!
Zinda hoon main tujhme
Tujhme rahoonga zinda
Tod ke sab zanjeere
Main azaad parinda (x2)
Khaakh se bana hoon main
Khaakh hi ban jaaunga
Seene mein leke aag main
Waqt se lad jaaunga (x2)
Zinda hoon main tujhme
Tujhme rahoonga zinda
Tod ke sab zanjeere
Main azaad parinda
SongZinda Hoon Main Tujh Mein
ArtistVishal Dadlani
MovieBharat
AlbumBharat
LanguageHindi
Music labelT-Series
Year2019
MusicVishal - Shekhar, Julius Packiam, Ali Abbas Zafar
Lyrics byIrshad Kamil, Ali Abbas Zafar
Track4